GOOGLE ADWORDS KYA HOTA HAI

GOOGLE ADWORDS KYA HOTA HAI OR KAISE TRAFIC BADHATA HAI YE APKI SITE AUR BLOG PAR

Freinds google ki ye service bhut achi hai or ye hamare ads ko shi logo tak pahunchati hai..mtlab jab bhi koi apki site se related jankari search krta hai to adwords google ki right side me apke ads ko show krti hai..Mtlab google adwords apki site ya blog ka traffic badhane me apki help krta hai..to freinds ab aap samjah hi gye honge ki google adwords kya hai or apki site k liye kaise kaam krta hai..


GOOGLE ADWORDS KYU JARURI HAI

Freinds agar aap apni site ka promotion karna chahte hai to mein apse khunga ki aap google adwords ko jrur use kre.. Kyu ki google adwords site promotion ke liye sbse better option hai..

GOOGLE KAISE KAAM KRTA HAI APKI WEBSITE OR BLOG K LIYE

Google adwords ko site se jodne k baad jab bhi koi visitor apke blog or websites se related google me search krta hai..to googel ke right side me apki website ke ads show hote hai..

NOTE-  Agar apka is post se related koi bhi question hai to comment kar dijiye bhut jldi apko apke sawalo ka jawab mil jayega..Thank u

Comments